Ram ram tau. aap sabhi guni jano te ek sawaal. saari commentary ma appa suneya karein hain ki bowler ne ke ke karna chahiye.
# haryanavi commentary
saari technical details pe bataan hoya karein hain. kuch gyan batting kanne de do to batting ki details bera paatengi :)
ইতিমধ্যে1টি উত্তর আছে
সর্বশেষ উত্তর
pandait 7 hours ago
Bilkul sahi sawaal. Batter ka kaam sirf chauka maarna nahi, singles rotate karna, field padhna aur bowler ki plan samajhna bhi hota hai.
0 সম্মতি
